Friday, July 23, 2010

Nana Chi Taang - Lyrics from Movie [Khatta Meetha]


Tere peechay aaye jo bhi tere aagey aaye jo bhi pyaar se jo lega tera naamTyacha nana chi taangJis ki tu nazar mein aaye jo tujhe nazar lagaaye kar doon usko main tera ghulaamTyacha nana chi taangMeri hai tu to meri haiTu mera sapnaChuraye mera sapna joBolunga main usko saare aamTujhe nana chi taang
Mere siwa tujhko jo dekh lagta buraIk din main duniya se tujhko hi loonga churaAake farishtey bhi tujhse mile to jalunSubahon ko, shaamon ko, raaton ko main hi milunTere mere pyaar se jo jal raha ho jaan le woh de raha hoon main usse paigaamTyacha nana chi taangJis ki tu nazar mein aaye jo tujhe nazar lagaaye kar doon usko main tera ghulaamTyacha nana chi taang
Chuke hawayein kyun guzre yun tujhko balaTakde hue tujhko kyun hai yeh suraj dalaInn ko bhi tujhse mohabbat hui jo kahinHo jaayegi inn se bhi phir meri dushmaniTu toh hai pasand meri chahatein kare jo teri pyaar ke jo bejega salaamTyacha nana chi taangJis ki tu nazar mein aaye jo tujhe nazar lagaaye kar doon usko main tera ghulaamTyacha nana chi taangMeri hai tu to meri haiTu mera sapnaChuraye mera sapna joBolunga main usko saare aamTujhe nana chi taang

No comments:

Post a Comment