Friday, July 23, 2010

Atif Aslam - Tu Jaane Na [Ajab Prem Ki Ghazab Kahaani]

Kaise bataayein, kyun tujhko chahe, yaara bataa na paaye.
Baatein dilo ki, dekho jo baaki, aankhein tujhe samjhaye.
Tu jaane na .. tu jaane na .. tu jaane na .. tu jaane na
Milke bhi, hum na mile, tum se na jaane kyun. meelon ke, hai faasle, tum se na jaane kyun. anjaane, hai silsile, tum se na jaane kyun. sapne hai, palkon tale, tum se na jaane kyun.ooo ooo..
Kaise bataayein, kyun tujhko chahe, yaara bataa na paaye.
Baatein dilo ki, dekho jo baaki, aankhein tujhe samjhaye.
Tu jaane naa..aaa... tu jaane na .. tu jaane na .. tu jaane naaaa...

Nigahon mein dekho meri, jo hai bas gayaaa..
Woh hai milta tumse hubahuu..
Ooo, jaane teri aankhein thi ya, baatein thi wajaaa..
Hue tum jo dil ki aarzoo...
Tum paas ho ke bhi, tum aas ho ke bhiii, ehsaas ho kee bhi, apne nahi...

Aise hain, humko gile, tumse na jaane kyun.
Meelon ke, hain faasle, tum se na jaane kyun.ooo...
Tu jaane na .. tu jaane na .. tu jaane na .. tu jaane na

Ooo jaane na jaane na jaane na .. aaa tu jaane na ..
Khayalon mein, lakhon baatein yun tu keh gaya...
Bola kuch na tere samne...
Ooo, huea na be-gaane bhi tum hoke haar kein...
Dekho tum na mere hi bane.
Afsos hota hai, dil bhi yeh rota hai, sapne sanjota hai, pagla hua...

Soche ye, hum the mile, tumse na jaane kyun.
Meelon ke, hain faasle, tum se na jaane kyun.
Anjaane, hai silsale, tum se na jaane kyun.

Sapne hain, palkon tale, tum se na jaane kyun.uuu....
Kaise bataayein, kyun tujhko chahe, yaara bataa na paaye.
Baatein dilo ki, dekho jo baaki, aankhein tujhe samjhaye.
Tu jaane naa.. tu jaane na .. tu jaane na .. tu jaane na
Tu jaane na .. tu jaane na .. tu jaane na .. tu jaane na .. tu jaaaane na...

No comments:

Post a Comment