Ye kaali kaali aakhen
ye gore gore gaal
ye teekhi teekhi nazren
ye hirni jaisi chaal
dekha jo tujhe jaanam
hua re mera haal
Main mila, too mili
hai too mili, main mila
main mila, too mili
too mili, main mila
duniya jale to jale
pyaar karenge tujh pe marenge
dhak dhak dil yeh kare
Uf teri dillagi dil ko jalaane lagi
gairon ki baahon main ithlaake jaane lagi
Ye teri pairon ki mujh ko satane lagi
Chhodo ji chhodo sanam
zid apni todo sanam
nazuk yeh dil hai mera
dil ko na todo sanam ...
ye lambi lambi ratain
aa kar le mulaquaten
jaane kyon dil yeh mera
tera hi hona chahe
use maila na kar
yeh gore gore gaal
Na too kar hat pat
Kar byah jhat pat
Meri aa ja too diqqat
Karte pyar ka tiket
Na too zhulfein jhatak
Na too pair patak
Are aise na matak
dil gaya hai bhatak
Chehre pe tere sanam
Laila ki hai shokhiyaan
Heer si bhadke hai
aakhon ki yeh mastiyaan
Juliet ki tarah honton pe
hain sukrhiyaan
Dekh le khudh ko too
jazar se meri ja ne jaan
Dekhi jo teri ada
main phida ho gaya
seene se lag ja mere
jeene ka aaye mazaa
Ye bhikhree bhikhree zulphen
ye jhuki jhuki palken
ye gori gori bahain
hum kyon na tumhe chahen
aisa to humne pahle
dekha nahi kamaal.
yeh kaali kaali ...
Friday, July 23, 2010
Yeh Kaali Kaali Aankhein Lyrics- Sharukh Khan [Baazigar]
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment